Meet the Creator
Mein ne ye sab khud banaya hai.
Bohat si websites ek jaisi lagti hain — copy-paste templates, wahi purani shaklein. Mein Karachi se kaam karti hun aur har website ko us business ki apni pehchan deti hun: salon ke liye luxury wali chamak, shop ke liye saaf bharosa, aur har design mobile par utna hi khoobsurat jitna computer par.
Websites ke saath saath mein tools bhi banati hun — Urdu dubbing ka AI system, Chrome extensions, Discord games — kyun ke mujhe sirf sajana nahi, banana aata hai. Tumhara kaam bhi usi mehnat aur usi khayal se hoga.
— Sehrish, Web Designer · Karachi